
Pranab
The best of soulful shayaris from batchmates
Pranab
Doston ke mehefil main akela hun main, kabhi muskurata hun to kabhi khamosh hun main.
Magar doston kahan chhodte hain akela kabhi. Dhund hi lete hain kahin khojane se pahale, kisi dard bhari muskurahat ya kisi berahem khamoshi se pahele
Pranab
App ke khayalo main gum hain, kabhi khud ko tum main aur kabhi tumko ham main dhund rahe hain.
Ye pal na yese gujar jaye sochte sochte, isiliye khabo main asiyan basake usmein app ka murat dhund rahe hain
******************************
Desh ki surakhya main khada sajag prahari ko hum kya de sakte hain,
sirf thoda sa pyar aur thodisi naik khwahishat desakte hain.
Kabhi hum log sath the soch kar sina choda hojata hai,
aur hum jahan the wohi par hai par wo desh ki dusman ki age apni sina tane khada hai.
Desh chain ki saas leti hai sirf yesi bahadur jawano keliye,
kabhi jarurat pade to desh keliye haste haste apni saas de dete hai.
Pranab Bhoi
हम अपने साये के साथ थे
या साया था हमसफ़र हमारा,
यह इल्म नहीं हमें,
हम तो इस बहाने सफर पे चल दिये
कि काफिला बनता जाए।
क्या पता था कि मिल जायेंगे
कुछ हमनवा यूँ ,
साथ चलने लगेंगे और
सिलसिला बनता जायेगा,
इक धुन में गाते जायेंगे
गीत बुनते जाएंगे ।
थकान थककर नीम के पेड़
के छाओं तले
सिमट के सो जायेगी,
और हम किनारो के परे ,पगडंडियों
को छोड़ ,
रास्ते बनाते जाएंगे।
Khusiyan batori
Gum kinare ho gaye.
Gum ne dastak di
To khushiyan baichan ho uthin,
Isi udhed bun mein lage rahe
Khusiyan aati jaati rahin
Dost milte gaye
Aur kaafile bante gaye….
Sanjib Das: Aaina aaj phir rishbat leta pakda gaya…dil main dard tha aur chehera hasta hua pakda gaya…..
Sanjib Das: Dil aaj phir roya hai…dua hai rulane wale salamat rahe….kash woh pal phir na aae…..hasne ki himmat hum phir na kar paenge. …
Sanjib Das: Bewafa nikla koi ya hum wafa na kar pae…ye sayad waqt bata de…taqdir do saath chod chuka..
Sanjib Das: Zindagi ne sawalat badal dale…waqt ne halat badal dale. Hum toh aaj bhi wahin hai jo kal the….bas logo ne apne khayalat badal dale……
Sanjib Das: Aakhon main aaj nami hai….kya ye wahi lamhe hain jo kabhi khusi ke aanshu die they…
Sanjib Das: Woh ab bhi khamosh hai….aadat pad gayi thi humne unki baton ki….Yeh kaisa imtihan hai ajmane ki……
Pranab Bhoi: यूँही मेहफिल बनाये रखो, दिल से निकले हुए अहसँसे यूँही लब्जो मैं पिरोए रखो, कोई तबजु दे इसपे या नही क्या फरक् पडता हे यारों, यूँही मेहफिल मैं सम्मा जलाए रखो।
Pranab Bhoi: रवि संजीब और विजय की बन्दीसे क्या खूब गहरा था,
दिलसे निकलती हुई जज़्बात का रंग क्या खूब गहरा था,
लगता है दिल चीर के रख दिया कोई, मगर दोस्तों जरा ये तो देखो इसमें एहेसास कितना गहरा था।
दिल की एहसास जुबां बयाँ करे या ना करे , आँखे जरूर बयाँ करदेती है, कौन कितना करीब है ये वक़्त बयाँ करदेती है। रोज मिलने का मतलब हरवक्त प्यार नही होता दोस्तों, दूर रहके भी जो एक दूसरे की दिल मैं धड़क ते हैं, ये खुदाई उसीको प्यार कहती है। जन्मदिन मुबारक हो आप को एलीना।
Mera dil dhadak dhadak ke pukar rahihe tera hi naam, Bekhudi kya chij he bedard jamana
ko kya pata, Dekh lena kahin ruuk na jaye dhadkan bina liye tera hi naam.
…………………………………………………………………………………………………………………………..
Ankho se baatein karne ka hunar thoda sikha do hume, Juban se dhoka aksar milti hai,
Umar bhar sath chalne ka wada kiya tha hume, bitch safar main chhut jana aksar dikhne
ko milti hai.
…………………………………………………………………………………………………………………………..
Biit gayi holi aur chhod gayi aapni nishan, Sabhi ke chehere pe aur dil pe chhod gayi
khusiyon ka nishan, Salon ki narajgi bah gayi rangin pani main, dil se dil jod kar chhod gayi
dosti ki nishan, Phir aayegi ye rangin mousam phir aayegi ye saama rango ki leke pyar
mohabat aur bhaichara ki nishan.
…………………………………………………………………………………………………………………………..
Wo bhi eke rana tha jo matru bhumi ke liye lada tha, Maratho ki wo saan tha aur akhiri
sansa tak lada tha,
Ye bhi eke rana hai matru bhumi ke liye dil jiska dhadakta hai, yaaron ka yaar aur DMS 92
ka saan hai.
Kaamp uthe dusman ka kaleja yesa sourya hai cheherepe, mand mand muskan aur ajibsa
teej hai cheherepe,
Sara desh karta hain naman yese veer jawano se, naam lete hi jiska khil jaye dil aur bhar
jaye muskurahat cheherepe.
Happy Birthday Pratap
…………………………………………………………………………………………………………………………..
Kaas tu phool aur main bhamra hota, Teri modhos karne wali khubsurti ka main diwana
hota, Rangin wadiyon main hamara eke chhota sa yasiyan hota, sab tujhe dur bahat dur se
dekhte aur sirf tumhe chhune ka haak hamara hota.
…………………………………………………………………………………………………………………………..
Kabhi muskurana bhul jaun, kabhi aansoo bahana bhul jaun, tujhe main chahun iss kadar
ki kabhi main sans lena bhul jaun. Uthkara jo chal do tere paas se to khud ko tere paas
bhul jaun.
…………………………………………………………………………………………………………………………..
Sitaron se aage bhi koi jahan hoga, Jo na dekha kabhi wo nazara hoga, Us jahan ke sare
hasin nazaron ki kasam, aap ki mohabat jyesa dosra kahan hoga.
…………………………………………………………………………………………………………………………..
Kaas wo bita hua kaal mil jaye aur koi dubara milne ka bajah mil jaye,
Saath bitaya hua wo hasin pal mil jaye, chalo chalet hain khyaboon ki duniya main, kya
pata khyaboon main bita hua kaal miljaye.
…………………………………………………………………………………………………………………………..
समेट लो इन पलों को, नजाने ये पल कल हो ना हो, अगर हो भी लम्हे तो क्या मालूम इन पलों मैं dms92 सामिल हो ना हो। लाख लाख बधाइयाँ दोस्तों इस मोबारक मौके पे, क्या मालूम इन पलों मैं सामिल कल हम हो ना हो।
हैप्पी बर्थडे ज्ञान बाबा और संगीता
You must be logged in to post a comment.